Aankhein Chaar Details:

Song: Aankhein Chaar
Movie: Tu Yaa Main
Singer: Kishore Kumar
Music: Pextyle
Lyricist: Anjaan
Starring: Adarsh Gourav, Shanaya Kapoor
Music Label: Colour Yellow and Bhanushali Studios Limited
Language: Hindi

Lyrics

Apna Collab
Banaate Hai Kya
Teri Wajaah Se Sahayata
Me Fanse Hai Hum
1 Second Me
Meri Zindaagi
Gully Boyz Thaid
Bn Gyi Idhar

Tum Yaha Run
Krte Rho
Main Jaa
Rhi Hu

Main Chori Chori Yu Jabh Ho
Aankhein Chaar Kya Hota Hain
Diwaana Dil Jabh Dhadke
Phli Baar Kya Hota Hain
Begaane Bn Jaate Hai
Yaar Yaar Yaar Yaar
Anjane Ho Jaata Hain
Pyar Pyar Pyar Pyar

Yeh Kya Hota Hain
Kese Hota Hain
Jaane Yeh Koi Na
Chori Chori Yu Jabh Ho
Aankhein Chaar Kya Hota Hain
Tu Toh Keh Rhi
Thi Tu 58 Hain
Tu Bi Toh Bola
Tu 57 Hain

Saara Yeh Shehar
Dekha Ghum Ke
Dekhe Laakho Hasina
Hum Ko Hain Yakin
Koi Bi Kahi
Tere Jesi Nhi

Dil Joh Pagal Kr Jaaye
Woh Didaar Kya Hota Hain
Jaana Ab Humne Jaana
Phla Pyaar Kya Hota Hain
Begaane Bn Jaate Hai
Yaar Yaar Yaar Yaar
Anjane Ho Jata Hain
Pyar Pyar Pyar Pyar

Yeh Kya Hota Hain
Kese Hota Hain
Jaane Yeh Koi Naa
Hello Kisi Ko Sunaayi
De Rha Hain Kese
Chori Chori Yu Jabh Ho
Aankhein Chaar Kya Hota Hain