Kya Kamaal Hai Details:
Song: Kya Kamaal Hai
Movie: Main Vaapas Aaunga
Singer: Diljit Dosanjh
Music: A.R. Rahman
Lyricist: Irshad Kamil
Starring: Diljit Dosanjh, Vedang Raina, Sharvari, Naseeruddin Shah
Music Label: Tips Official
Language: Hindi
Lyrics
Yeh Chehre Mehke Hai
O Ya
Yeh Naghme Bikhre Hai
O Ya
Dil Fareb Si Hai
Raunak-e-Jahaan
Dil Fareb Hai Yeh Saari
Chahat-e-Jahaan
Na Koi Khafa
Na Bewafa Hai Yahan
Na Koi Judaa
Na Gumshuda Hai Yahan
Kya Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai
Na Musibatein
Na Malaal Hai
Saara Jagg Yeh Lagta
Dukh Se Khaali Ranga Lee
Khushiyon Mein Khushaali
Saare Sadme Rehte
Apni Had Mein
Yeh Kadam Mein
Chote Phulon Se Bhi Chote
Dukhon Vale Sikke Khote
Chote Phulon Se Bhi Chote
Sikke Dukhon Ke Sabhi Ke Khote
Na Chalte The
Na Chalne Hain Yahaan
Na Koi Veham
Na Beraham Hai Yahaan
Na Koi Julm
Na Hi Zakhm Hai Yahaan
Kya Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai
Na Shikayaatein
Na Sawaal Hain
Yaara Sun Le O Yaara
Jhagdaun Ka Maara Bewajah
Saara Jalta Jahaan Yeh
Tera Mera Hai
Bacha Le Ese
Na Sharafaton Ka Jawaal Hai
Na Mohabbaton Ka Akaal Hai
Kya Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai