Humne Wahi Lagaya Dil

Humne Wahi Lagaya Dil

Humne Wahi Lagaya Dil Lyrics Details:

Song: Humne Wahi Lagaya Dil
Movie: Pati Patni Aur Woh Do
Singer: Badshah, Ipsitaa, Krish Mondal, Kishore Mondal
Music: Badshah, Hiten
Lyricist: Kunaal Vermaa
Starring: Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan, Wamiqa Gabbi, Rakul Preet Singh
Music Label: T-Series
Language: Hindi

Lyrics

Zamaane Ki
Taraah Hum
Bi Tode
Hai Gye
Aese Tanhaa
Toh Naa The
Tanhaa Chhode
Hai Gye

Dere Hum Ko
Maafi
Kr Baithe
Gustaakhi
Hota Hain
Dukh Kaafi
Babu
Pachtaaye

Dil Me Sabh
Rakhte Hai
Khushiyo Ko
Taraste Hai
Khud Pe Hee
Hanste Hai
Kaha Munh Ko
Chhupaaye

Khair Hain Yaaro
Kam Se Kam
Jaan Se Jaan
Naa Paaye Hum
Inkar Ke Bahane
Kai Baar
Krte Krte

Humne Wahi
Lagaya Dil
Jaha Dil
Lagana Manaa Tha
Aakhir Wahi
Kiye Sajde
Jaha Sar Jhukaana
Maana Tha

Kyu Zindagi Bita
Di Jahan Pe
1 Pal Bitaana
Mana Tha
Kyu Us Gali Me
Rhte The
Hum Jaha Roz
Jaana Maana Tha

Mere Chain Ke
Chithde Chithde Huye
Ess Dil Ke
Tukde Kitne Huye
Meri Kalam Ke
Aansoo Behne Lge
Ess Nazam Ko
Likhte Likhte Huye

Har Saans Gawaahi
Bharti Meri
Ke Pyar Naa
Kriyo Raja Veh
Sur Aese Aese
Lgte Hai
Jab Baje Pyar
Ka Baaja Veh

Bedardi Ne Nashaa
Karaaya Joh
Us Nashe Me
Jhumu Saara Din
Dil Tuta Leke
Haatho Me
Main Maaze Me
Ghumu Saara Din

Ab Koi Bi
Kaam Naa Aye
Rabh Hee Teri
Jaan Bachaaye
Tu Muje Unme
Phasta Dikhe Hain
Joh Khud Tune
Jaal Bichhaaye

Ab Nhi Teri
Aankho Me Masti
Tu Bs Hain
Bahaano Ki Basti
Teri Har 1 Baat
Hain Sasti
Tujpe Toh Rona
Bi Naa Aye

Humne Wahi
Lagaaya Dil
Jaha Dil
Lagaana Maana Tha
Aakhir Wahi
Kiye Sajde
Jaha Sar Jhukaana
Maana Tha

Kyu Zindaagi
Bita Di Jahan Pe
1 Pal Bitaana
Maana Tha
Kyu Us Gali Me
Rehte The
Hum Jaha Roz
Jaana Maana Tha

Back To Top