Main Toh Nahi Haiwaan

Main Toh Nahi Haiwaan Details:

Song: Main Toh Nahi Haiwaan
Movie: Haiwaan
Singer: Raghav Chaitanya
Music: Pritam
Lyricist: Kumaar
Starring: Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Boman Irani, Shriya Pilgaonkar, Saiyami Kher
Music Label: Zee Music Company
Language: Hindi

Lyrics

Main Bura
Nhi Hu
Hain Bura
Zamaana
Khamkha
Zulam Ka
Main Bna
Nishana

Ho Hain Joh
Yeh Bagawat
Zakham Hain
Puraana
Jisne Aag
Di Hain
Hain Use
Jalaana

Mere Sar Pe
100 Ilzam Magar
Hain Gawah
Mera Aasmaan

Main Toh
Nahi Haiwaan
Main Toh
Nahi Haiwaan
Main Toh
Nahi Haiwaan
Haiwaan
Haiwaan

Yeh Wajud Mera
Dard Se
Bna Hain
Maaf Hain
Muje To
Jitne Bi
Gunaah Hain

Ab Rahem Ki
Dil Me
Naa Koi
Jagaah Hain
Tum Ko
Dard Dena
Ab Meri
Dawaa Hain

Main Nhi
Hu Wo
Bekasuro Ki
Bewajaah Hee Joh
Le Le Jaan

Main Toh
Nahi Haiwaan
Main Toh
Nahi Haiwaan
Main Toh
Nahi Haiwaan
Haiwaan
Haiwaan

Back To Top